SAGG Kehalwana @01 Apne Apko Aajizi Aur Inkisaari Sey Kutta Kehna Ye Buzurgon Ka Shewa Hey Moulana Jaami o Roomi Ke Kalaam Me Bhi Aisi Baatein Milti Hen SAGG Kehalwana @02 Shaikhain (Siddique o Farooq RadiyALLAhu Anhuma) Ne Hasrat Sey Farmaya Tha Kaash Hum Chirya (Sparrow) Aur Bhear (Sheep) Hotey SAGG Kehalwana @03 Ashab e Kahaf Ke Kutte Ka Qur'an Me Zikar Is Tarah He "Wo Apni Kalaayn Phelaye Bethta Tha" Wagera... (Sura e Kahaf, Para # 15) Yaqinan ALLAH Ke Naik Bando Ki Nisbat Ki Waja Se Usey Ye Martaba Mila K Quran Ne Uska Zikar Yun Farmaya Jabke Kisi Khaas Jaanwar Ka Yun Tazkira Nhe Milta SAGG Kehalwana @04 Ek Riwayat Ke Mutabiq Ashab e Kahaf Ka Ye Kutta Jannat Me Bhi Jaayega Ye Kutta ALLAH ke Walyon Se Nisbat, Unke Qurb Aur Muhabbat, Un Se Wafadari Karne Ki Waja Se ALLAH Ki Baargah Me Itna Maqbool Hua Ke Uss Kutte Ka Zikr Khud Rabb e Zuljalaal Ne Apne Paak Qur'an Me Farmaya. SAGG Kehalwana @05 Yahi Waja He Ke Aashiq Logg Kisi Wali Ya Naik Insan Sey Nisbat Aur Muhabbat Rakhne Ki Waja Sey Khud Ko Sagg Kehte Hen Jo Qur'an Se Sabit He SAGG Kehalwana @06 Kisi Ki Bahaduri Par Kaha Gaya "Tum To Shair (Lion) Ho" Iska Matlab Hargiz Ye Nahi Ke Uski 4 Taangen Hen Aur Dum Nikal Aayi Aur Ab Wo ASHRAFAL MAKHLUQAAT Se Na Raha Isi Tarah Aapki Walda Ne Apko CHAAND Kaha To Kya Aap Ke Hath,Paun Khatam Hogaye Aur Aap Ek Circle Ban Gaye? Hargiz Nahi Bulke Haqiqat Aur Majaaz Ka Farq Hey. Ya'ni Ye Lafz Shair Ki Bahaduri Aur Chaand Ki Khubsurati Se Tashbeeh Ke Lye Istimal Hua Pas >SAGG E MADINA (Madine Ka Kutta) >SAGG E GHOUS Kehne Se Bhi Insan, Insan Hi Raha ChunKey Wafadaari Kutte Ki Khaslat He Lihaza Yahan Bhi SAGG Tashbeeh Ke Tour Par Istemal Hua SAGG Kehalwana @07 SharFe'li Thanvi: "Me To Apne Ko KUTTON Or Suwaron Se Bi BADTAR Samajta Hun" (Shar Se Full Sawaneh J4 P43) Nabi Ne Khud Ko Bashar Kaha To Bashar Pakar Lya Tumharey Baap Ne To Khud Ko KUTTA Aur SUWAR Se Bi Badtar Kaha Agar He Koi Halaal Ka To Sirf Ek Baar Kehey Naa =THANVI KUTTA=