>Ala Hazrat Ulma Devbund Ke Nazar Mein< (sms1) Molvi Hussain Ali Waan Bacharvi(ustad Molvi Gulam Ali Khan Rawalpindi) "Maloom Hota Hai,Yea Biralvi Wala Parha Likha Tha,Ilm Wala Tha" {Mahana Alfurqan Laknow August O September:1987:Pg73} ¤Yeahan Ilm Wala Kaha Gaya¤ >Ala Hazrat Ulma Devbund Ke Nazar Mein< (sms2) Molvi Muhmad Baha Ulhaq Qasmi: "Janab Moulana Ahmed Raza Khan Shaab Biralvi Usoli Hasiyat Se Mayar E Takfeer Ke Taain Mein Fiqh E Umat Ke Hamnawah The" {Muhmad Baha Ulhaq Qasmi Iswah E Akabir Matbooa Lahore:1962:Pg:20} >Ala Hazrat Ulma Devbund Ke Nazar Mein< (sms3) Molvi Khalil Rehman Shanpuri: Taqreer Khatam Hone Ke Sath Baasakhta Uth Kar Ala Hazrat Ke Dast Boosi Ki Aur Farmya: "Agr Walid Majid Hote Tu Woh App Ke Dil Khol Kar Daad Dete,Aur Unhain Is Ka Haq Bhe Tha,Muhadis Surti Aur Moulana Ali Mongri(Bani Nadwah Laknow)Ne Bhe Taaed Ke" {Muqalma Az Moulana Mehmood Ahmed Qadri Musanif Tazkara E Ulma Ahle Sunnat Mahana Ashrafiya Mubarak Pur 1977} >Ala Hazrat Ulma Devbund Ke Nazar Mein< (sms4) Devbundi Mlvi Abdul Baqi,Prof Muhmmad Masood Ke Naam Khat Likha: "Waqai Ala Hazrat Mufti Qibla Aise Musnif Ke Malik Hai,Magr Baz Ha'sidoun Ne Ap Ka Sahe Huliya Aala Tabha(Andhere)Mein Rakh Kar App Ke Bare Mein Galat Obham Phla Diya Hai,Jis Ko Sun Kar Naashna Log Sidh Wahshe Ke Tarah Hojate Hain,Aur Ek Alim E Deen Mujadid E Wqt Hnsti Ke Bare Mein Gustakiyan Karne Lag Jate Hain,Jub Ke Aise Buzurg Hain Ke Un Ke Ilmiyat Ka Jwb Nahe" {Mohd Masod Ahmed Prof:Fazil Biralvi Ulma Hujaz Ke Nazar Mein: Matbooa Lahore} >Ala Hazrat Ulma Devbund Ke Nazar Mein< (sms5) Molvi Ilyas: "Khi mein Ek Alim E Deen Jin Ka Taluq Maslak E Devbund Se Tha Kahte Hain Ke Molvi Ilyas (bani Devbund) Ager Kisi Ko Muhabat E Rasool Seekhne Ho Tu Molana Biralvi Se Seekhe" {Mohd Masood Ahmed"Prof Fazil Biralvi Aur Turk Molhat" Matbooa lahore 1972 Pg:100} >Ala Hazrat Ulma Devbund Ke Nazar Mein< (Last Sms) "Molvi Rasheed Aur Molvi Ganghoi Ne Ne Bohat Se Masloun Mein Ala Hazrat Ke Fatawa Naqal Kiya Hai Aur Tasdeek Bhe Ke Hai" {Mulahiza Ho Molvi Rasheed Ganghoi Ka Fatawa Rasheediya Matbooa Khi}